Wednesday, October 13, 2010
OCT 2010 issue of CHMag is launched check out on http://chmag.in/ ........."BE CAREFUL WITH FAKE ANTIVIRUS "
0x00 Tech Gyan - Fake Antivirus
0x01 Legal Gyan - Cyber Squatting
0x02 Tool Gyan - Malwarebytes
0x03 Command Line Gyan - Wiping files securely
0x04 Mom's Guide - Preventing Fake Antivirus
0x05 Poster of the month - Fake Antivirus
Khuli aankhon se sapna hi sahi.......
khule aasman ko dekhta hoon, toh un taro mei tumhari hasi ki chamak, toh kabhi tumhari aankon ki chamak dikhai deti hai, chand mei tumhara chehra dikhai deta hai,,,
jab raat ho aesi kash tumhara saath ho agli subah warna raat hi rahe aesi,,, khula aasman hi sahi aur khuli aankhon se sapna hi sahi..
yeh chand bhi puchta hai kise dekhta hai tu mujh mei kya woh mujhse bhi jyada sundar hai,, hum kehte hai humari aankhein unki aankhon se hat ti nahi pata nahi woh kitni sundar hai...lekin uska chehra toh hum tujhme dekhte hain toh woh tujhsa hi sundar sahi,, kash uska saath ho agli subah warna raat hi rahe aesi,, khula aasman hi sahi aur khuli aankhon se sapna hi sahi,,,kaash is sapno ki duniya se tujhe bahar kheech loon.......
aur kahi is khule aasman mei toot ta tara dikhe aur phir main kahu kash kal tera saath ho haatho mei haath ho agli subah warna raat hi rahe aesi,, khula aasman hi sahi aur khuli aankhon se sapna hi sahi........ :)

PART OF LIFE....... (wrote in 2008 i guess)
Chotisi si duniya hai,, hai isme ek sapna kuch karke dikhane
ka kuch ban dikhane ka,kisiki aankhon mei ek khushi
dekhneka,,kehte hai do din bahut khas hote hai jis din tumne
janm liya aur jis din tum apne aap ko sabit karoge ki kyu
tumne janm liya,,,, choti si yeh zindagi usse chota ek sapna,,,,
ek sapna dekha hai dekhta rahunga jab tak is sapne
ko haqeeqat mei badal na du,, ek pal jina chahta hoon,
ek lamha jina chahta hoon,,,
ek mod pe aake akela sa lagne lagta hai,its not abt u me aur
hum its abt me n money 4 every1 dese days,,, but i like 2 b
different... kehte hai bas pehla kadam hi sabse bada kadam
hota hai,, par kadam uthne nahi pate ki rasta kat deta hai
koi,, mere malik mujhe aakhir kab tak aazmayega ... ek pal
hasna chahta hoon,,, ek pal hasana chahta hoon, ek pal kisike
chehre pe woh muskan lana chahta hoon,, bas ek pal, bas ek
pal, bas ek pal,, aaj ek sapna dekhlo,aaj ek zindagi aur
jeelo,aaj ek bar aur duniya dekhlo, aaj apne liye nahi kisi
aur ke liye ji ke dekho,aaj ek aansoon aur pilo,aaj ek bar
aur muskuralo, ye chand tanha sa akele sa hai phir bhi yeh
kisiski ki tanhai dur kar deta hai, ek pal ke liye muskurahat
de jata hai, bas ek pal apne aap ko dhudlo,bas ek pal apne
dil ki dhadkan sunlo,, duniya hassen si lagne lage gi apne
aap se pyaar karke toh dekhlo,,, pata nahi yeh saasein kab
tak tumhara sath degi,, beach raastein mei tumhara saath na
chod de isliye sab kuch bhula ke maje karlo,zindagi jilo, bas
ek bar khuli aankhon se sapna dekhlo,bas ek pal
muskuralo,,,,, kp rocking! kp smiling!
India's 1st H@ck!ng Magazine CHMag
In India we were waiting to see any 'H@ck!ng magazine to happen and the wait was getting little longer. So finally ClubHack decided to come out with its own 1st Indian "H@ck!ng" Magazine called CHmag. We at ClubHack are very much excited about the magazine and this fits into our main objective of making hacking and information security a common sense for a commn man.To start with we have the sections below. We hope to add a lot of sections in future, all we need is input from you on what would you like to see in your magazine Moving further we need a lot of help form the whole information security community of the country to make this a success.
Subscribe to:
Posts (Atom)